60,213 views | 7,555 downloads | Published on March 27, 2019
Artist: Peer Naseer uddin Naseer
Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai, a very beautiful kalam written by Peer Naseer uddin Shah Sahab. Read naat lyrics of Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai. This beautiulf kalam is written by Peer Naseer uddin Shah Sahab late.
Ek Mein he Nahi Unpar Quranban Zamana Hai
Jo Raab e Do Alaam ka Mehboob Yagana hai
Kal pul se humen jis ny khud par lagana hai
Zahra ka woh baaba hai Hasnain ka Nana hai
Iss Hashmi Dulha par konian ko mein warun
Jo Husn o Shumail Mein Yakta e Zamana hai
Izzat se yeh na mar jayen kyuin nam e Muhammad par
Youn bhi kise din hum ne duniya se tu jana hai
Aao Dar-e-Zahra par phailaye huwe daman
Hai nasal kareemoon ki lajpal gharana hai
Yun Shah e Madina ki mein pusht panahie mein
Kiya is ki mujhe perwa dushman zamana hai
Yeh keh ke dar e haq se li maut mein kuch mohlat
Milad ki ammad hai mehfil ho sajana hai
Qurban us aqaa per kal ahshr ke din jis ne
Iss Umaar e Aassi ko kamlimein chupana hai
Soo bar agar taubha tuti bhi to kiya hairat
Bakhshih ki riwayar mein toba to bhana hai
17 Uploads . 10.0K Profile Views
View profile