81,287 views | 4,265 downloads | Published on November 30, 2017
Her Roz Shab E Tanhaie Mein beautiful kalam is written by Muhammad Ali Zahoori Qasoori. This naat is recited by Qari Mushtaq Rasool in a beautiful way.
میرا ظر٠کÛاں تيری ذات Ú©Ûاں ميری Ùکر Ú©Ûاں تيری بات Ú©Ûاں
ادنی سا اک بھکاری ÛÙˆÚº ÙŠÛÛŒ نسبت ÛÛ’ ÙŠÛÛŒ Ù†Ø§Ø·Û ÛÛ’
دل مجبوری Ù¾Û Ø±ÙˆØªØ§ ÛÛ’ جب یاد Ù…Ø¯ÛŒÙ†Û Ø¢ØªØ§ ÛÛ’
Ûر روز شب تنÛائی میں Ùرقت کا جنوں تڑپاتا ÛÛ’
کلام Ù…Øمد علی ظÛوری قصوری
Her roz Shab e Tanhaie mein Furqat ka janoon tarpaata hai
Dil majboori per rota hai jab yad madina ataa hai
Sajdoon ki kamaie ek taraf, Taibaa se judaie ek taraf
Her chez use mil jati hai jo Dar pe Nabi ke jata hai
Ek hook uthay mere seenay se Aye pegham madina se
Sarkar karam ki bheek mile main Shahil hoon tu datta hai
Mera zarf kahan tere zaat kahan mere fikar kahan tere bat kahan
Adnah sa ek bikhari hoon yehe nisbat hai yehe naata hai
Ho khair tere mehkhane ki her mehkkash her mastanay ki
Saqi tere mast nighaoon se her pemana bhar jata hai
Tere midhat kam zahoori ka teray nam se nam zahoori ka
Dariya dariya basti bastii jo tere naat sunataa hai
Dil Majboori pe rota hai Jab Yad madina ata hai
.