Hudood E Tair E Sidra

Hudood-E-Tair E Sidra Huzoor Jante Hain By Sarwar Hussain Naqshbandi

88,704 views   |   15,788 downloads   |   Published on August 27, 2019


Download 15,788 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Hudood E Tair E Sidra

Artist: Sarwar Hussain Naqshbandi

 Hudood-E-Tair E Sidra Huzoor Jante Hain Sarwar Hussain Naqshbandi.

Huzoor Jante hain Lyrics:Hudood-e-tair-e-sidra Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain
Aur Kahan hai arsh e mualla Huzoor jante hain

Her Ek harf e Tamana Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  Jante hain
Tamam Haal Dilon Ka Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Unhen khabar hai kahin se parho durood صلى الله عليه و سلم ap per
Kyun ke tamaam deher ka naqsha Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Baroz e hashr shafa'at karein gayen chun chun ker
keh her ek ghulam ka chehra Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Baroz e hashr shafa'at karein gayen wo lakin
agar huwa yeh aqeeda Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Main is yaqeen se nikla hoon Hazri ke liya
keh mere safar ka irada Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Bula bhi sakty hain Wo aur aa bhi sakte hain
ke dooriyon ko mitana Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Kuda ne kis liya Qasim unhen banaya hai
Ke bantnay ka Qareena Huzoor صلى الله عليه و سلم Jante hain

Pohnch ke Sidra pe Rooh ul Ameen khenay lagay
keh is se agay ka rasta Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Qayamat aae gi kab Un ko ilm hai Sarwar
Zahoor e kun ka bhi lamha Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Seekhie hum ko Sahabah ne baat ye Sarwar
Ke janta hai Khuda ya Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

Kahien Gayen Khuld ma Sarwar Nabi صلى الله عليه Ùˆ سلم  ke deewanay
Zara wo naat sunana Huzoor صلى الله عليه Ùˆ سلم  jante hain

 

Sarwar Hussain Naqshbandi

Also known as: Sarwar Naqshbandi

155 Uploads . 112.6K Profile Views

View profile