Mark Favourite function is updated. please check-out!
About Huzoor Aisa Koi
Artist:
Syed Mehr Ali Shah
Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye
Salam Kay Liye Hazir Ghulam Ho Jaye..
Mai Sirf Dekh Lon Eik Bar Husn e Taiba Ko
Bhala Se Phir Meri Dunya Mai Sham Ho Jaye
This Naat was recited in a Naat Mehfil organized by Shahid Sound Zone in SultanPur Havelian. Naat Khawan Syed Mehr Ali Shah is quite famous not only in district Abbottabad but also in the whole Pakistan. He has also won All Pakistan PTV Home Competition a few years ago. Read naat lyrics of Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye.
Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye Lyrics
Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye
Salam Kay Liye Hazir Ghulam Ho Jaye
Tajaliat se bhar loon main apna Qasa e dil
kbhi jo un ki gali a Qayam ho jaye
Mai serf dekh loon ek baar Subh e Taiba ko
Nazar se choom loon ek baar Sabz Gumbad ko
Agerchay phir mere dunyia ma sham ho jaye
Salam Kay Liye Hazir Ghulam Ho Jaye
Madinah jayun phir ayun dobara phir jayun
Ye zindaghi mere yunhi tamam ho jaye
Madinah ja ker na ayun wahen pe maar jayun
Dua qabool yeh rab ul anam ho jaye
Naseeb walon main mera bhi nam ho jaye
Jo zindaghi ki madinah ma sham ho jaye
Fazool gohye se ye zuban mere
Mera kalam Darood o Salam ho jaye
Maza tu jab hai farishty ye Qabar main keh den
Sabhir midhat khair ul anaam ho jaye
Obaid mar ke madinah main paa chuka hai baqeer
Khabar watan main kabhi tu ye aam ho jaye
Huzoor Aisa Koi Intizam Ho Jaye
Salam Kay Liye Hazir Ghulam Ho Jaye