Mark Favourite function is updated. please check-out!
About Huzoor Jante Hain Naat
Artist:
Syed Samiullah Hussaini
Listen online and download beautiful urdu naat Hudood-e-Tair e Sidra Huzoor Jante Hainin the beautiful voice of Syed Samiullah Hussaini. Read naat lyrics of Hudood-e-Tair e Sidra Huzoor Jante Hain.
Huzoor Jante Hain Naat Lyrics
Jo ho chuka hai jo ho ga huzoor ï·º jante hain
Tere atta se khudaya hazoor ï·º jante hain
Wo mominoo ki tu janoo se bhi qareeb huwe
Kahan se kis ne pukara huzoor ï·º jante hain
Heran yeh khene lage chor de mujhy siyaad
Main lout ayun ge wallah Huzoor ï·º jante hain
Heran ne onaat ne chiryoon ne ki yehe firyaad
Ke un ke ghum ka madawah Huzoor ï·º jante hain
Bula rahy hain Nabi ja ker itna bol use
Darkht kase chale ga Huzoor ï·º jante hain
Kaha maren gayen Abu Jehal ithbah o sehbah
Ke jhang e Badr ka naqsah Huzoor ï·º jante hain
Ise liya tu sulaya hai apne pheloo main
Ke Yaar e Gar ka rutbah Huzoor ï·º jante hain
Umer ne taan se juda ker diya sar jis ka
Wo apna hai ke parayaa Huzoor ï·º jante hain
Nabi ka faisal na maan ker wo jaan se giya
Mizaaj Umer (R.A) ka hai kaisa Huzoor ï·º jante hain
Wohi hai Peekar-e-Sharam-O-Zo-noorain
Muqaam un ki hayaa Huzoor ï·º jante hain
Hain jis ke maula us ke hain Ali Muala
Abu turaab (R.A) ka rutbah Huzoor ï·º jante hain
Mein un ki baat kerun yeh kahan mere auqaat
Ke shan e Fatima Zahra (R.A) Huzoor ï·º jante hain
Jinaah main koun sardar nujawaanoo ke
Hassan (R.A) Hussain (R.A) ke nana Huzoor ï·º jante hain
Nahi hai zaat e safar pas jin gulamoon ke
Unhen bhi dar pe bulana Huzoor ï·º jante hain
Khuda he jane Obaidul ko hai pata hai kiya kiya
Humen pata hai bas itna Huzoor ï·º jante hain
Tere atta se khudaya Huzoor ï·º jante hain