7,958 views | 536 downloads | Published on March 24, 2019
Kahin Na Dekha Zamane Bhar Mein, a beautiful urdu naat recited by Syed Mehr Ali Shah from Havelian city. Read naat lyrics of Kahin Na Dekha Zamane Bhar Mein.
Kahien Na Dekha Zamane Bhar Mein Jo Kuch Madine Mein Ja Kar Dekha
Tajaliyon ka laga hai mela jidhar nigah utha ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...
Wo dekho sunehri Jali Idhar sawali udhar sawali
Qareeb se un ke jo bhi guzra Huzoor ne Muskura ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...
Tawaf Rozay ka kar rahe hain yahan wahan askh bar ankhien
hai Gonjh Sale Ala ki har Suu jahan jahan pe bhi ja ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...