Mark Favourite function is updated. please check-out!
About Kis Se Mangen Kahan Jayen
Artist:
Syed Ijaz Shah Kazmi
Mujrim ho tu moo ashkoon se dhotay huwe ao, Ao Dare Tawab Pe rotay huwe ao
Mashoor hai Quran main touba ka Tareeqa, Ke Sarkar ke dehleez se hotya huwe ao
مجرم ÛÙˆ تو Ù…Ù†Û Ø¢Ø´Ú©ÙˆÚº سے دھوتے ÛÙˆÛ“ آؤ، آؤ در تواب Ù¾Û Ø±ÙˆØªÛ’ ÛÙˆÛ“ آؤ
مشÛور ÛÛ“ قرآن ميں ØªÙˆØ¨Û Ú©Ø§ طريقÛØŒ Ú©Û Ø³Ø±Ú©Ø§Ø± Ú©ÛŒ ديÛلز سے ÛوتےÛÙˆÛ“ آؤ
Kis Se Mangen Kahan Jayen Lyrics
Kis se mangen kahan jayen kis se kahien, aur dunyia ma Hajaat Rawah koun hai
Sab ka data hai tu sab ko deta hai tu tere paltoo ka tere siwa koun hain
Koun maqbool hai kon mardood hai bekhabar tujh ko kia koun hai
Jab tuleen gayen amaal sab ke meezan per tb khulay ga ke kotha karha kon hai
Ahl e Fiker o nazar jantay hain tujhay kuch na hune pe bhi mantay hain tujhay
Ah naseer is ko tu Fazl e Bari samjh warna tere taraf dekhta koun hai
Aouliya diya tere Mujhay muhtaaj hain Rab e Kul, Tere banday hain Sab Anbiyaa Rasull
Un ki izzat ka bahis hai nisbat tere un ki pehchan tere siwa koun hai
Kis se mangen kahan jayen kis se kahien, aur dunyia ma Hajaat Rawah koun hai
Sab ka data hai tu sab ko deta hai tu tere paltoo ka tere siwa koun hain
Beautiful Naat Recited By Ijaz Shah Kazmi Shab.