Lab Per Naat e Pak Ka Naghma

Lab Per Naat e Pak Ka Naghma by Syed Sabih Rehmani

384,536 views   |   5,437 downloads   |   Published on May 13, 2019


Download 5,437 Published by Usman Gul

Favourite
About Lab Per Naat e Pak Ka Naghma

Artist: Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Lab Per Naat e Pak Ka Naghma, listen online mp3 beautiful urdu naat in the voice of Syed Sabih Rehmani. Download audio naat free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Lab Per Naat e Pak Ka Naghma.

Lab Par Naat-e-Pak ka Naghma Lyrics

 
Lab per Naat e Pak ka naghma kal be tha aur aj bhi hai
Mere Nabi se mera rishta kal be tha aur aj bhi hai
 
Pastt wo kasay ho sakta hai jis ko haq ne buland kiya
Donu jahan main un ka charcha kal be tha aur aj be hai
 
Aur kise janib kyuin Jayen, aur kise ko kyuin dekhain
Apna sab kuch Gumbad e Khizra kal be tha aur aj bhi hai
 
Fikar nahi hai hum ko kuch bhi dukh ki dhoop karhi tu kiya
Hum per un ke fazal ka saya kal bhi tha aur aj bhi hai
 
Batla do gushtak e Nabi ko Gairaat e Muslim zinda hain
Deen pe mar mitnay ka jazba kal be tha aur aj bhi hai
 
Un ke dar se sab ho ayen ja na saka tu ek Sabhi
Ye ek tasweer tamaana kal bhi tha aur aj bhi hai
 
Lab per Naat e Pak ka naghma kal be tha aur aj bhi hai
Mere Nabi se mera rishta kal be tha aur aj bhi hai

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Also known as: Sabih Rehmani

65 Uploads . 22.1K Profile Views

View profile