64,784 views | 13,693 downloads | Published on August 5, 2019
Lamyaati Nazeero ( لم یات٠نظیرکَ) Kafi Nazarain is Famous kalam of Alahazrat. This naat is written in four different languages Arabic, Hindi, Urdu and Farsi. This naat is in voice of Alhaaj Saeed Hashmi.
Lamyaati Nazeero kaafi nazarin
Misle To Na Shud Paida jaana
Jag raaj ko taaj tore sar so
Hai tujh ko shahey do sara jaana
Ana fi atshiv wa sakha ka atam
Aye Gesu e Paak aye Abr e Karam
Barsan haare rimjhim rimjhim
Do boond idhar bhi gira jaana
Al bahro alaa wal Mavjo tagha
Mann bekaso tufaan hosh ruba
Manjdhaar me hu Ya RasoolAllah
Manjdhaar me hu bigri hai hawaa
Moori naiya paar laga jaana
Ar rooho fida ka fazid harka
Yak shola digar barzan ishqa
Mora tan mann dhan sab phoonk diya
Yeh jaan bhi pyaare jala jaana
Al qalbo shyjivm wal hamo shujut
Dil dar chuna jaan zer chuno
Pat apni bhi pat mai kaise kahu
Mera kaun hai tere siwa jaana
Bas Khaama e Khaam Nawa e Raza
Na yeh taraz meri na yeh rang mera
Irshaad e Ahibba Na Atik Tha
Nachaar is raah para jaana
Mora jiyera larje dharak dharak
Taiba se abhi na suna jaana