Mark Favourite function is updated. please check-out!
About Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Artist:
Syed Fasihuddin Soharwardi
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon by Fasihuddin Soharwardi.Downlooad audio naat shareef Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon. Read naat lyrics of Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Naat Lyrics
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Mein Gulam Ibn e Gulaam Hun
Mujhe Ishq Hai Tu Khuda Se Hai
Mujhe Ishq Hai tu Rasool Se
Ye Karam Hai Sara Batool Ka
Mere Moo Se Aye Mehak Sada
Jo Mein Nam Ln Tera Jhoom Ke
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Kiya Baat Us Chamanistaan e Karam Ki
Jis Mein Hussain Aur Hassan Phool
Mujhe Ishq Sarvo-Samal Se Hai
Mujhe Ishq Sare Chaman Se Hai
Mujhe Ishq un Ke Wattan Se Hai
Mujhe Ishq un Ki Gali Se Hai
Mujhe Ishq hai tu Ali Se Hai
Mujhe Ishq Hai Tu Hassan Se Hai
Mujhe Ishq Hai tu Hussain Se Hai
Mujhe Ishq Shah e Zaman Se Hai
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Mujh Pe Niazi Kitna Karam Ho Gaya
Duniya Kehne Lage Panjtan Ka Ghadja
Is Gharany Ka Jab Se Mein Naukar Huwa
Sab Se Achi Mere Naukari Ho Gaye
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Huwa Taan Se Kaise Wo Sar Juda
Jahan Ishq Ho Wahen Karbala
Meri Baat Unhii Ki Baat Hai
Mere Samne Wohi Zaat Hai
Wohi Jin ko Sher e Khuda Kahien
Wohi Jinko Ale Nabi Kahien
Wohi Pukhta Hain Mein Tu Khaam Hun
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Mein Tu Panjtan Ka Gulam Hun
Mein Gulam Ibn e Gulaam Hun