90,614 views | 3,323 downloads | Published on November 17, 2017
Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam
Shama-E-Bazm-E-Hidayat Pay Lakhoon Salam
Mehr-e-Charkh-e-Nabuwat py Roshan Darood
Gul-E-Baagh-E-Risalat py Lakhoon Salam
Sher-e-Yaar-e-irum Tajdaar e Haram
Loo-Bhar-e-Shafhat py Lakhoon Salam
Hum Ghareebon key Aqaa Py Behad Darood
Hum Faqiroon ke sarwat py Lakhoon Salam
Jis ke Jalway se Murjahie kaliyaan khilien
Us Gul e Pak ke Mumbahd py Lakhoon Salam
Door Nazdeek ke sunany wale wo kaam
Kaan Lale karamt py Lakhoon Salam
Jis ke mathay shifhat ka sehra raha
Us Jabeen-e-sahadaat py Lakhoon Salam
Jis taraf uthi us dam main dam a gaya
Us Nigah-e-Enaayat py Lakhoon Salam
Jis ke Sajaday ko Mehrab kabah jukhi
Un Bhanwaoon ki Latafat py Lakhoon Salam
Meethi ankhon ki sharam O Hayaa per Darood
Unchi deheemi ki rifaat py Lakhoon Salam
Mujh Se Baikas Ki Daulat py Lakhoon Durood
Mujh Se Baibas Ki Koowat py Lakhoon Salam
Hum Ghariboon Kay Aaka py Behad Durood
Hum Fakiroon Ki Sarwat py Lakhoon Salam
Neethe Aankhoon Ki Sharm-O-Haya Par Durood
Unchi Beeni Ki Rifat py Lakhoon Salam
Syeda Zahida Tyaba Tahira
Jaan-E-Ahmad Ki Rahat py Lakhoon Salam
Unki Bala Sharafat py Aala Durood
Unki Bala Siadat py Lakhoon Salam
Kaash Mehshar Main Unki Aamad Ho Aur
Kay Jay Sub Unki Shaukat Pay Lakhoon Salam
Mujh Say Khidmat Kay Kudsi Kahain Ha Raza
Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam