Woh Kamal-E-Husn-E-Huzoor Hain

Woh Kamal-E-Husn-E-Huzoor Hain by Hooria Faheem Naat Sharif

71,224 views   |   1,522 downloads   |   Published on August 17, 2019


Download 1,522 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Woh Kamal-E-Husn-E-Huzoor Hain

Artist: Hooria Faheem Qadri

وہ کمال حسن حضور ہے کہ گمان نقص جہاں نہیں
یہی پھول خار سے دور ہے یہی شمع ہے کہ دھواں نہیں

بخدا خدا کا یہی ہے در نہیں اور کوئ مفر مقر
جو وہاں سے ہویہیں آ کے ہوجو یہاں نہیں تو وہاں نہیں



میں نثار تیرے کلام پر ملی یوں تو کس کو زباں نہیں
وہ سخن ہے جس میں سخن نہ ہو وہ بیاں ہے جس کا بیاں نہیں

تیرے آگےیوں ہیں دبے لچے فصحا عرب کے بڑےبڑے
کوئ جانے منہ میں زباں نہیں نہیں بلکہ جسم میں جاں نہیں

وہی نور حق وہی ظل رب ہے انہی کا ہے سب ہے انہی سے سب
نہیں ان کی ملک میں آسماں کہ زمیں نہیں کہ زماں نہیں

وہی لا مکاں کے مکیں ہوئےسر عرش تخت نشیں ہوئے
وہ نبی ہیں جن کے ہیں یہ مکاں وہ خدا ہے جس کا مکاں نہیں

کروں مدح اہل دول رضا پڑے اس بلا میں میری بلا
میں گدا ہوں اپنے کریم کا میرادین پارہ ناں نہیں

Naat Khawan: Hooria Faheem Qadri

Naat Lyrics:  Alahazrat Imam Ahmad Raza

Wo Kamal e Husn-e-Huzoor Hai Gumaan Nuqs e Jahan Nahi

Ye Hi Phool Khaar Se Door Hai Ye Hi Shamma Hai Ke Duhaan Nahi

Ba-Khuda  Khuda Ka Ye Hi Hai Dar Nahi Aur Koi Mafar Mafar

Jou Wahan Se Ho Yaheen aagey Ho Jou Yahan Nahi wahan Nahi

Mein Nisaar Terey Kalam Par Mili Yoon Tou Kisi Ko Zubaan Nahi

Wo Sukhan Hai Jis Mein Sukhan Na Ho Wo Biyaan Jis Ka Biyaan Nahi

Terey Aagey Yoon Hai Dabay Luchey Fus-Haa Arab Ke Barey Barey

Koi Jaaney Munh Mein Zubaan Nahi, Nahin Balkey Jisam Mein Jaan Nahi

Wo Hi Noor e Haq Wo Hi Zil e Rabb Hai Unhi Ka Hai Sab Hai Unhi Se Sab

Nahi Unki Milak Mein Aasman Ke Zameen Nahi ke Zamaan Nahi

Wo Hi Laa Makaan Ke Makeen Honey Se Sar e Arsh Takht Nasheen Huey

Wo Nabi hein Ke Jin Ke Hein Ye Makaan Wo Khuda Hai Jis Ka Makaan Nahi

Karon Madah Ehl e Dhol Raza Parey Es Bala Mein Meri Bala

Mein Gadaa Hoon Apney Kareem Ka Mera Deen Para Na Nahi

Hooria Faheem Qadri

Also known as: Hooria Faheem

128 Uploads . 163.3K Profile Views

View profile