50,884 views | 3,776 downloads | Published on November 13, 2017
Zulf Dekhi Hai Ke Nazron Ne Ghata Dekhi Hai, urdu naat by Syed Mehr Ali Shah.
Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai
Jee utha wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai
Apne surat ko na ab ankh se ohjal kerna
Ke bad mudhat ke bemaron ne shifha dekhi hai
Marhaba Punjtan Pak ki Shan o Azmat
Is gharane ki do alaam mein ziyah dekhi hai
Sar jukhaie huwe chaltay hain wafadar sabhi
Jab se ghazi ki zamane ne wafa dekhi hai
Ibn e Zahra mein teri shan e Ibadaat pe nisar
Bandaghi teri zamane se juda dekhi hai
Aj Sarkar ne zulfon ko sanwara ho ga
Tabhi hakim ne Muhattar se faza dekhi hai
Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai
Jee utha wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai