Haqeqat Main Wo

719 views   |   Published on September 17, 2019


Published by Usman Gul

Favourite
About Haqeqat Main Wo

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Haqeeqat mein wo lutfe zindagi paya nahin karte Jo yaade mustafa se dil ko behlaya nahin karte Zabaan par shikwa-e-ranjo alam laya nahin karte Nabi ke naam lewa gham se gabraya nahin karte Are oh nasamaj kurban hoja unke roze par Ye lamhe zindagi mein baar baar aaya nahin karte Ye darbare muhammad hai yahan apno ka kya kehna Yahan se hath khali gair bhi jaya nahin karte

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Also known as: Sabih Rehmani -

65 Uploads . 21.8K Profile Views

View profile