Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Main to panjtan ka ghulam hoon, mein to panjtan ka ghulam hoon Mein ghulaam ibn-e-ghulam hoon, mein ghulaam ibn e ghulam hoon Main to panjtan ka ghulam hoon Mujhe ishq hai to Khuda se hai Mujhay ishq hai to Rasool say Yeh karam hai sara batool ka Mere moon say aye mehak sada Jo mein naam loon tera jhoom kay Mein to panjtan ka gulaam hoon Kiya baat e raza us chamanistanay karam ki Zahra hai kali jis mein Hussain ore Hassan phool Mein to panjtan ka ghulam hoon Mein ghulaam ibn-e-ghulam hoon Mujhe ishq sarv o samal se hai Mujhe ishq saray chaman say hai Mujhe ishq unkay watan say hai Mujhay ishq unki galii say hai Mujhe ishq hai to Ali se hai Mujhe ishq hai to Hassan se hai Mujhe ishq hai to Hussain say Mujhay ishq shah e Zaman say hai Mein to panjtan ka ghulam hoon Mujh pay kitna niyazi karam ho gaya Dunya kehnay lagi Punjtan ka gadha Iss gharanay ka jabse mein nokar hua Sab say achi meri nokari ho gayi Mein to panjtan ka ghulam hoon
34 Uploads . 6.5K Profile Views
View profile